Murtuza Iqbal
Farah Khan’s Om Shanti Om starring Shah Rukh Khan and Deepika Padukone is surely one of the most entertaining films made in Bollywood. The movie, which marked Deepika’s debut in Bollywood, completes 13 years of its release today.
The movie is remembered for a lot of reasons and one of them is the dialogues. So, today let’s look at the iconic dialogues from the film…
Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaho, to puri kainaat usse tumse milane ki koshish mein lag jaati hai...
Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai, ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai...
Picture abhi baaki hai mere dost...
Ek chutki sindoor ki keemat tum kya jaano Ramesh babu, ishwar ka aashirwad hota hai ek chutki sindoor, suhagan ke sarr ka taj hota hai ek chutki sindoor, har aurat ka khwab hota hai ek chutki sindoor...
Hamari filmo ki tarah, hamari zindagi mein bhi end tak sab kuch thik hi ho jaata hai, happy's ending...
Main tumhare liye ajnabee hoon lekin mere liye toh tum mera woh hissa ho jiske bina mein bilkul adhoora hoon...
Zaroorat padne par, ek baar nahi, dus baar nahi, sau baar nahi, hazaar baar, hazaar baar us aag mein kood jaunga jismein Shanti ho...